Jazzam
Jazzam
is a social romantic novel by Bushra Saeed, who very expertly and
beautifully developed a story with the theme that Allah puts us human in
hardships to test us and then award us accordingly. Allah not only
award the rightous people but also do not turn away from the sinners and
misguided persons, instead HE gives them many chances to come back to
the right path. The only condition is to call for HIS blessings with
sincerity and true heart. It does not matter who is calling HIM,
innocent AISHA (character of this novel) OR illicit JASIA. Allah always
listens to everyone, sends HIS blessings to everyone. So we should never
disheart from HIS Kindness. Jazzam hamaray muashray mein moujood aise
logoN ki kahani hay jo sirf khahishat ke ghulam hain, unhi ki ibadat
kerte hain, nafs ko apna khuda bana lete hain. Phir unhain khahishaat ka
koRh nikal aata hay. KoRhi ho jatay hain yeh log, lekin inka koRh kisi
ko nazer nahi aata. Hamein tou sirf inke khubsurat chahray nazer aatay
hain jin se mutasir ho ker hum bhi in jaisa ban'na chahtay hain, lekin
jab unke ghanaunay batin ayaN hotay hain tou sab hi unse ghhin khatay
hain, nafrat kerte hain. Lekin woh wahdahu la shareek kisi se nafrat
nahi kerta. Woh REHMAN hay RAHIM hay, apnay bandoN se mohabbat kerta hay
or gunahgaroN ko sambhalnay ka moqa zuroor deta hay. Yeh apna apna
naseeb hay keh koi us say faiedah uThata hay ya nahi. Ager koi is moqay
se faiedah uTha ker sambhal jaye, apnay gunahoN se toba ker lay tou
Allah tala usay muaf ker deta hay or usay apni rahmatoN se nawazta hay
or jo insaan musalsal na fermani kerta hay or gunahoN ki raah ikhtayar
kie rahta hay tou bil akhir tabahi ke gahray ghar mein ja girta hay
Download
No comments:
Post a Comment